Tuesday 24 August 2010

Alla hi Allah Kiya Karo (feat. Irfan Makki) lyrics:


Allah hi Allah kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
kab chehray pe jhoot saja ke mitti hai sachai
jhootay ko duniya mein hamaisha milti hai rusvaye
sach ki raah pe chala karo.
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah
Allah hi Allah kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
sheeha toot ke jur sakta hai, dil na juray ger totay
kitna hai bedard woh insaan pyar ka ghar jo lootay
aisa zulm na kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah
Allah hi Allah kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Khud Gharzi Ki Iss Duniya main pyar se jeena seekho
yoon logon ka dil na dukhao, Rab se darna seekho
sab se mohabbat kia karo
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…
Allah hi Allah…

No comments:

Post a Comment